30/09/2025
kuch loag yeah bakwas karty hi
ky Babar aur Rizwan bhai T20 ky players nai hi Acha yeah batao ky apki ais Current T20 team main Sahifzada Farhan aur FAKHAR ZAMAN ky ilwa koi player tu dekho jis nay kuch kiya ho yeah munafiqat hi q ky yeah loag Inki kamiyabi ko bardash nai kar saktay laikin Allah ny Dono ko izzat de tum jaiso ky bukhany say kuch nai hoga Agar team main ho ya na ho laikin Allah unko. izat dy gaa Inshallah♥️♥️