28/02/2026
Surah Al-Ma'arij – Ayat 31–44
✨ In ayaat mein Allah ne momineen ki aur nishaniyan bayan ki hain…
🤍 Woh apni amanat aur waadon ka khayal rakhte hain,
⚖️ sachai ke sath gawahi dete hain,
🤲 aur apni namazon ki hifazat karte hain.
🌿 Yeh log hi Jannat mein izzat ke sath honge.
❗ Phir Allah un logon ko warn karta hai jo haq ka mazaak udate hain aur Qayamat ko jhutlate hain — unka anjaam sakht hoga.
🌙 Hamein sochna hai… hum kis group mein kharay hain?
Deen