17/09/2025
Assalam o alaikum challenge match Itehad Club Ramatay wala vs Eagle Club chowkijand k darmiyan kela gya jis mai Itehad club ne toss jeet kr bating krny ka fysla kiya or mukarara 10 overs mai 142 runs ka target set kiya jis mai Hasnain ne 23 balls pr 69 runs Ki behtareen batting Ki jawab mai chowkijand ne score 9.3 overs mai chase kiya j**s mai Inam Lefti ne 21 balls pr 64 runs banaye j**s ka sath Diya Ihsan lala ne 21 balls pr 55 score kiya aakhir Mai 4 balls pr 6 runs darkar ty Imran Lefti aye aor pehly ball pr chakka Laga kr match jeetny Mai aham kirdar ada Kiya
Well played Ihsan lala, Inam Lefti ,Imran lala and Adnan Lefti, Sifat khan