11/09/2025
For God sake π Pakistanioo, Allah na kare agar India se match har gaye to coach or captain badalne ka shoor na dal dena. Hamain apnay rawayioon me consistently or patience chahie. Aap ke Board me 24/7 cinema chale ga to team nahi ban sakti. Chairmen apnay aap ko bacha nay ke chakkar me coach or captain ko balli ka bakra bana deta ha. Or ik naya coach or captain aa kar name siray se shuru karta ha.