SHIVA CLUB DIARA

SHIVA CLUB DIARA Sports is Everything for us.

Hamare aapne Bhai PISTU ka Light House hai to jarur Moka de ek baar
21/05/2026

Hamare aapne Bhai PISTU ka Light House hai to jarur Moka de ek baar

What a man he is.... hamesha time pe punche sabse phele aur sabse end mein jana,   bina kisi extra demand k  puri respon...
19/05/2026

What a man he is.... hamesha time pe punche sabse phele aur sabse end mein jana, bina kisi extra demand k puri responsibility k sath live kiya. cosco live... Bina kisi shor ke, bohot hi professional aur lajawab tareeqe se aapne har ek moment ko live screen par utara." Thanku

Ek naye commentator ke roop mein Vikas ne jis tarah se mic sambhala aur pure stadium ka josh banaye rakha, wo sach mein ...
19/05/2026

Ek naye commentator ke roop mein Vikas ne jis tarah se mic sambhala aur pure stadium ka josh banaye rakha, wo sach mein kaabil-e-tareef hai. Unki aawaz mein wo dam hai jo unhe bahut aage le jayega!"

Rocky Mangwal ji, aapki shaandaar commentary ke bina humara ye tournament adhoora rehta. Aapki aawaz, aapka josh aur mat...
19/05/2026

Rocky Mangwal ji, aapki shaandaar commentary ke bina humara ye tournament adhoora rehta. Aapki aawaz, aapka josh aur match ko bayan karne ka aapka unique andaaz sabhi ko bahut pasand aaya. Humare tournament ki rounak badhane ke liye aapka dil se dhanyawad! Agli baar phir aapse judne ki umeed rahegi." Rocky Mangewal

18/05/2026

Kya "The MAGIC BALL" Rule Tournament ko interesting Bna Paya ya nhi ? Positive or Negative Reviews dono acceptable hai.

बात सिर्फ खाने की नहीं, स्वाद में घुले उस प्यार और अपनेपन की है। पिछले 5-6 सालों से इन्हीं के हाथों का बना खाना हमारे टू...
18/05/2026

बात सिर्फ खाने की नहीं, स्वाद में घुले उस प्यार और अपनेपन की है। पिछले 5-6 सालों से इन्हीं के हाथों का बना खाना हमारे टूर्नामेंट की असली शान बनता जा रहा है। आपके इस निस्वार्थ योगदान और लाजवाब स्वाद के लिए पूरे दिल से शुक्रिया

18/05/2026

Welcome by Jagdambay event planner
Services-:
Caterers / decoration / DJ party/& all type event
🛜[email protected]

18/05/2026

Jeevan Dj house Dilwan and This Beautiful Dj and LED Screen Make a tournament Fair and Classic. Thanks

18/05/2026

Big Thanks To our Loving Rahar Tent House . To make it possible a Day Night cricket Tournament In shiva club Diara Ground

🔥 HAPPY SALOH—THE SIXER KING! 🏏👑MAN OF THE Series Hamari team Knowledge Plus ki taraf se khelte hue Happy Saloh ne jo la...
18/05/2026

🔥 HAPPY SALOH—THE SIXER KING! 🏏👑

MAN OF THE Series

Hamari team Knowledge Plus ki taraf se khelte hue Happy Saloh ne jo lambe-lambe chhake lagaye hain, unhone na sirf team ko seedhe Final ka rasta dikhaya, balki poore Diara gaon ke logon ka dil bhi jeet liya! 😍💥

We are Proud of you Champion Kashyap Nitin

Ek mahine ki thaka dene wali taiyari aur tournament management ke baad bhi Final mein khelna, Team Knowledge Plus ke cri...
18/05/2026

Ek mahine ki thaka dene wali taiyari aur tournament management ke baad bhi Final mein khelna, Team Knowledge Plus ke cricket ke prati asadharan junoon ko dikhata hai.
Ye sirf ek nayi team nahi, ye ek misal hai! Proud of this dedication.

New team, but matching the legends in dedication! Way to go, boys!

Address

Shiva Club Diara
Una

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when SHIVA CLUB DIARA posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Business

Send a message to SHIVA CLUB DIARA:

Share

Category