Crick Jeet Spot

Crick Jeet Spot ​� Stats | Highlights | News | Opinions
​Join the Page jaha cricket ki har Jeet celebrate hoti hai�

15/05/2026

Bhuvneshwar Kumar ne Bumrah ki support me diya bada byan, kaha bumrah jaisa Bowler sadiyon me ek bar ata hai, dekhe puri video unhone Bumrah ko kya kaha 🏏

15/05/2026

Dosto bhuvneshwar kumar ka kehna hai ki wo ek bar One Day team ki jersey pehan kar team India ko World Cup jitana chahte hai, unke jajbe ke liye ek like toh banta hai boss 🫡👍

15/05/2026

Gautam Gambhir ne kiya chaukane wala khulasa, Virat Kohli se narazgi ek bar fir aayi samne, Virat Kohli ko lekar aya ek bda badlawo 😯 kya hoga ab Virat Kohli ka..

14/05/2026

वीरेंद्र सहवाग ने भविष्यवाणी की है कि इस सीजन गुजरात और हैदराबाद ही टॉप-2 में जगह बनाएंगी। पंजाब के कमबैक को लेकर सहवाग काफी शंका में हैं और उन्हें लगता है कि पंजाब के लिए अब वापसी करना नामुमकिन जैसा है।

13/05/2026

दोस्तों आज RCB और KKR में से कौन जीतेगा?
लाइक का मतलब KKR और कमेंट का मतलब RCB

12/05/2026

Delhi se haar ke baad aya Shreyas Iyer ka gusse wala byan, Shreyas Iyer apne bowlers ko lekar kafi nirash hai, aur unhone haar ka karan apni khrab bowling ko btaya hai, aaiye jaante hai aage unhone kya kaha 😯

12/05/2026

IPL fans ke liye ek bohot badi khushkhabri, IPL 2028 ke season se BCCI ne cricket fans ko ek naya tohfa dene ka faisla kiya hai, jisme ab kul 94 match huya krenge, aaiye jaante hai video me baki ke huye badlawo ke bare me 😍

11/05/2026

Ek baar fir Virendra Sehwag ne Punjab Kings ke players ko troll karte huye kaha ki Priety Zinta ke hath se bnaye huye paranthe kha kar punjab ke khiladiyon ne hath nhi dhoye honge, esliye unke hath se ball fisal rahi hai, es par aap kya kahenge??

11/05/2026

Bhai chris gayle kya jabardast banda hai yar,😍 IPL 2025 ke final match me chris gayle punjab ko support karne ke liye pagdi bandh kar aye the aur wohi opposition team yani RCB ko support karne ke liye Rcb ki jersey pehan kar aye, bande ne dono ka hi dil jeet liya ♥️

10/05/2026

Yograj singh ne lagai Punjab Kings ki class, punjab kings ki khrab fielding ko lekar khari khoti sunai yograj singh ne, unko sabak sikhate huye dikh rhe hai aaiye sunte hai 🏏

09/05/2026

Bhai ye hota hai aura 😍 Sarpanch saab ke naam par puri street ka hi naam rakh diya, bhai maan na pdega Sarpanch saab Punjab ki galiyon mein raaj kar rhe hai ♥️ video mein dekho kya kisi aur cricketer ko etni respect mili hai ??

Address

Kurali
140103

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Crick Jeet Spot posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share