Dil ki baat shayari ke sath

Dil ki baat shayari ke sath There's nothing in the world When i look for words to describe you..

01/10/2025

Aksar boh kehti thi mohobbat hai tumsay, main sochta Raha Sach mai, boh kehti tum Jaan ho Meri , Maine kha Jaan vaan kehna ek dhokha hai, usnai kha azma lo chahay, Maine kha waqt ayaga toh azma laingay, usnai kha kab ayaga boh waqt, Maine kha jab ḳhuda nai chaha......

19/09/2025

kisi ke tum ho,
kisi ka ḳhuda hai,
duniya main mere nasib main na tum ayya,
or na hi ḳhuda ayya .

19/09/2025

apni halat ka ḳhud ehsaas nahi hai mujh ko
main nai auron se suna hai ki pareshan hun main.

30/01/2024

Tum aao humse milne …
Hum tumhara intezar krege.,..
Bhula denge sara jmana…
Jab tere chehre ka didaar krege…

23/01/2024

Kuch aaisa hai tere ishq ka nasha,
Jaise kisi glass mein rakhi sharab hai,
Usko kya gulaab du jo pehle se hi gulaab hai🌹

21/01/2024

Ek alag pehchan bnai nai ki aadat hai humay zakham ho jitna gehra utna muskurane ki aadat hai humay.

08/06/2023

Khush Nasib honge ham,,

Koi hame mil jaye,Hamari tarha,,

Or wo hame pyaar karain,,

Tumhari tarah...

29/04/2022

Sookhe Patte Ki Tarah The Ham
Kisi Ne Sameta Bhi To
Sirf Jalaane Ke Liye….

28/04/2022

Kisi Ke Dard Ko Koi Janta Nahi Hai,
Dil Ki Aawaj Ko Koi Sunta Nahi Hai,
Kaise Samjhaye Hum Dil Ko Hamare Kyonki,
Bechaini Ko To Koi Samjhta Nahi Hai🥲🥲

28/08/2021

Ghayal Kar Ke Mujhe Usne Poochha,
Karoge Kya Phir Mohabbat Mujhse,
Lahoo-Lahoo Tha Dil Mera Magar
Honthon Ne Kaha Beintha-Beintha..

28/08/2021

Nazre Karam Mujh Par Itna Na Kar,
Ki Teri Mohabbat Ke Liye Baagi Ho Jaaun,
Mujhe Itna Na Pila Ishq-E-Jaam Ki,
Main Ishq Ke Jahar Ka Aadi Ho Jaaun…

21/08/2021

Khulay ballo main tum toh mujhay shabab lagti ho, kaisay btao main tumhay ki tum mujhay khubsurti ki kitaab lagtii ho…

Address

Amritsar

Telephone

+918054351377

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dil ki baat shayari ke sath posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share