06/10/2026
Legendary Mentor from Island , Which we all respect . Bhadala Islander Heart β€οΈποΈ
β Mr Wali Muhammad Kaka β β€οΈ
BHADALA ISLANDERS | OUR MENTOR - OUR PRIDE π€β*
WALI MUHAMMAD β naam nahi, hamari pehchan hain!
2000 se aaj tak, har jeet, har haar, har mushkil me jo shakhs Bhadala Islanders ke sath chattan ki tarah khada raha, wo hain Wali Muhammad Bhai.
Hamare sab se bade supporter, sab se purane supporterπ«‘
Aap ki dua, aap ki mohabbat aur aap ka jazba hi hamari asal taqat haiπ
*You are not just our Mentor, You are The Heart & Soul of Bhadala Islanders. ππ€*