08/08/2025
Shahid Afridi ka kehna hai ke Babar Azam ko nikaalna bilkul munasib nahin tha, kyun ke unka strike rate naye khilariyon jaisa hi tha.
Afridi ne zikar kia ke Babar Pakistan ke T20I mein sab se dependable batter hain aur unhein team mein rakhna zaroori tha.